Ye kon qatl hogaya audio file
Ye kon qatl hogaya
(Haae haae labe furaat) x2
(Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat) x2
- Kyun surkh hai lahu se, khudaayaa, labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Ye gham naseeb koun hai bhaayi ko dhundta) x2 (thaame huwe qamar ko) x2 jo aaya, labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Halmin ki dasht mei ye sadaa de raha hai koun) x2 (laasha tarap raha hai) x2 ye kiska labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Tashna labon ka qaafela saalaar margaya) x2 (ya rab macha hai shor) x2 ye kaisa lab-e-furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Barchi ye kis jawaan ke sine mei gar gayi) x2 (Armaan kiske rehgaye) x2 tashna labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Baazu buridaa mashk liye jaa raha hai koun) x2 (daale huwe hai koun) x2 ye geraa labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Tukre ye kiski laash ke chunta hai ik zaeef) x2 (paamaal kiska hogaya) x2 laashaa labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat
- (Hardam tere huzuur hai "aakil" ki ye dua) x2 (do gaz zami(n) ataa ho) x2 khudaaya labe furaat
(Ye koun) x2 Ye koun qatl hogaya pyaasa lab-e-furaat