Apne liye khuda ney tarasha ali ka naam audio file
Apne liye khuda ney tarasha ali ka naam
(Apne liye khuda ney tarasha ali ka naam) x2
- Zahir kia jo hud ko to paya ali ka naam
- (Wo jo chupa hua tha hazana al ast main) x2 hazana al ast main
Kun us ney kehna chaha to nikla ali ka naam
- (Simta Ali ka naam to Allah ban giya) x2 Allah bangaya
Asma hue zahoor jo phaila Ali ka naam
- (Shakly azan main meri samaa'at main sab sey qabl) x2 samaa'at main sab sey qabl
Ya to suni the nadi Ali ya Ali ka naam
- (Hey meri maa(n) gawah meri lab kushayi ki) x2 meri lab kushayi ki
Bola to sab sey pehle liya tha Ali ka naam
- (Jab be nawaid hast ka gehra hua sakoot) x2 gehra hua sakoot
Dharkan ne mere dil ki suanaya Ali ka naam