Taigh-e-Haider ke muqabil kon thehra sar samait audio file
Taigh-e-Haider ke muqabil kon thehra sar samait
(Taigh-e-Haider ke muqabil kon thehra sar samait) x2
Warna aye Jibril kut jati zamee(n) sheh per samait
Dosra hota to chal deta kaheen bistar samait
Warna keh dety Ali ley ja iny qanbar samait
Ayaa e balag utaraty arsh sey minmbar samait
Dalye jain gey jahanum main ussy minmbar samait