Ya imam-e-zaman audio file

Ya imam-e-zaman

(Ya imam-e-zaman) x4

 1. Muntazir aap key hai ye dono jahan
 2. (Ya imam-e-zaman) x4

 3. (Chand Narjis key aate nazar kyun nahi) x3
 4. Raat chauda ki hey aour saja asmaan

  (Ya imam-e-zaman) x4

 5. (Baiksoon key madadgaar aa jaaeyy) x3
 6. Aap ke bin guzara hey mushkil yahan

  (Ya imam-e-zaman) x4

 7. (Naqsh bhi neen bhi haal bhi ayen bhi) x3
 8. Aap aaen to daikhin rukh-e-yazdaan

  (Ya imam-e-zaman) x4

 9. (Kyu(n) na khaliq duaaen qabool kare) x3
 10. Jab ho imam ka wasta darmiyaan

  (Ya imam-e-zaman) x4

 11. (Aayeey jansheeny Nabi aaayee) x3
 12. Chahay phir sey kab e ko ik mehmaan

  (Ya imam-e-zaman) x4

 13. (Hey ye daik karam ker raha jo sana) x3

Warna mesum se teri zaban hey kahan

(Ya imam-e-zaman) x4