Kaid Ho kar Chale
Kaid Ho kar Chale to ye bole haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida X2
Ayi hogi yahi ran Se Sheh ki sada meri dukhya behan Alwida Alwida
Kaid Ho kar Chale to ye bole haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida
Is tara suwe zindan farwa chali X2
Dash gurbat me parkar ye nawha chali X2
Is tara suwe zindan farwa chali
Teri pamaliya kaise bhulungi mai X2
Mere nazuk badan Alwida Alwida
Kaid Ho kar Chale to ye bole haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida
Laashe Akbar pe ro kar ye kehtithi ma X2
Kaid ho kar chali utho karyal jawan Laashe Akbar pe ro kar ye kahtithi ma
Ma phuphi behne balwe hai nange sar. X2
Akber-e khastatan Alwida Alwida
Kaid Ho kar Chale to ye bola haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida
Kheti ayi nazar dekh maa chash- me tar
Khakh par sowon ga kaise noore nazar Kheti ayi nazar dekh maa chash me tar
tere zakhme gale par ho kurban maa X2 Mere guncha dahan Alwida Alwida
Kaid Ho kar Chale to ye bola haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida
Soch ti hu yehi kaise zinda rahi X2 dekh kar teri gardan pe chalti churi Soch ti hu yehi kaise zinda rahi
Kabr tak leke jawoongi maa jaya me Dil pa ranjo mahan Alwida Alwida
Jab ye aayi khabar ho gaye sab riha X2 Kaid khane me ek hashre barpa huwa X2
Jab ye aayi khabar ho gaye sab riha,
Nane turbat pe Abid ne ro kar kaha Ay Sakina behan Alwida Alwida
Kaid Ho kar Chale to ye bola haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida
Nehr se kafela jab guzar ne laga x2 mu chupakar ye Zainab ne rokar kaha
Nehr se kafela jab guzar ne laga
Aise be chadari dekh payenga tu, shehre Khaiber shikal Alwida Alwida
Kaid Ho kar Chale to ye bola haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida
Jab riha hoke aye haram Kerbala X2 ay safar ro ke zainab ne is daam kaha
Jab riha hoke aye haram Kerbala mera majaye gar ho ijazat teri jaye ab ham watan Alwida Alwida.
Kaid Ho kar Chale to ye bola haraam Laashe Shahe zaman Alwida Alwida X3