Haye Sham-e-Ghariba audio file
Haye Sham-e-Ghariba
(Haye
sham-e-ghariba) x2(Sadaat hai(n) tanha) x2
Haye sham-e-ghariba (Haye sham-e-ghariba) x4
(Jaltay
howay khaimoo mai) x2
Baithee hai(n)
bibiya
(Haye
sham-e-ghariba) x4
1.
Sajjad(a.s) zara kehdo
kis simmt ko jaaye hum
Jul
jaaye kya khaimoo may (ya jaan bachaye hum) x2
Ub tum hi gharibo kay ho meer-e-karwa
(Haye
sham-e-ghariba) x4
2.
Qasim(a.s) teray laashay
ko maa bhool
na paye gi
Kis tarha say wo
teray (tukro ko uthaie gi)
x2
Kerbal kay bunn mai
gonji Farwa(s.a) ki
hichkiya
(Haye sham-e-ghariba) x4
3.
Yaad aati hai jubb
mujhko Akber(a.s) teray seenay
ki
Khwahish nahi rehti hai
(paani kabhi peenay ki) x2
Poora nahi ho paya maa
ka koi armaa
(Haye
sham-e-ghariba) x4
4.
Daaman jaala hai mera
kanoo say lahoo jari
Kis jurm mai hai
ser say (meray rida utari) x2
Ye
poochti thi bachi lay lay kay
hichkiya
(Haye
sham-e-ghariba) x4
5.
Tareek bayabaa mai dikhta
hi nahi kooch bhi
Iss khoof kai aalam
mai (ek maa
ye ro kay boli) x2
Roonay naa lagay darr
kay haye Asghar(a.s) nadaa
(Haye
sham-e-ghariba) x4
6.
Ek choob hai hathoo
nay pehray pay karhi Zainab(s.a)
Uss yaas kay aalam
may(Haider(a.s) see lagi Zainab(s.a)
Dushman
ka mila daygi ye khaak mai aarmaa
(Haye
sham-e-ghariba) x4
7.
Ye ashk jo aankhoo say Kashif kay beh rahay
hai(n)
Ashhar-o-Ali porsa (Zehra(s.a) ko dai
rahay hai(n)
Iss gham ki badolat
hai her dard
ka darmaa
(Haye
sham-e-ghariba) x4