Tabot Sakina(S.A) Ka audio file
Tabot Sakina(S.A) Ka
(Tabot
Sakina ka zindaan mai uthaa hai)
x3
(Sadaat
pay ye lumha) x2 Aashoor kay jaisa hai
(Tabot
Sakina ka zindaan mai uthaa hai)
x2
1.
(Maiyutt ko uthaaya hai dadi
ki tarha(n) shub may) x2
Sinn
chaar baras ka hai ye bibi bhi
Zehra(s.a.) hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa hai)
x2
2.
(Zalim nay jalaya hai jo sham-e-ghariba(n)
may) x2
Bachi ka kafan haey wo
khoo(n)
bhara kurta hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2
3.
(Jo kholi gaiee rasi masoom ki
gerdan say) x2
Ek neel rasunn
ka tha maa nay jisay chooma hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2
4.
(Maiyutt say liputt
ker ye kerti thi bukaa Banu(s.a.) x2
Jaati ho kaha beti turbat
mai andehra hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2
5.
(Jo moutt nay chinee
hai bhai ki amanat thi)
x2
Dunya say
gaiee pyasi Zainab(s.a.) ko ye sudma
hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2
6.
(Soghaat tamachoo ki lay jati hai
dunya say) x2
Ye
ajar-e-risalat hai baba ka ye pursaa hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2
7.
(Hathoo pay janaza thaa aur naad-e-ali(s.a.) lubb
per) x2
Sajjad(a.s.) nay
istarhaa turbat mai utara hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2
8.
(Imaa hai “Ali” mera aur “Meer Takalum” ka) x2
Turbat
pay Sakina(s.a) kay Abbas(a.s.) ka pehra hai
(Tabot Sakina ka zindaan mai uthaa
hai) x2