Ay alamdar-e-wafa
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2

Pani choloo mai lay ke chor diya
(Pyas qudmon mai giri) x2 to ney pani na piya
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Misl-e-asghar bagair tegh gaya
(Ho gaye haath qalum) x2 haath se dee na wafa
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Ja key sahil pe tu nay sans na le
(Takay ja hi na sakey) x2 qulb mai bhigee hawa
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Jaise dharus thee bint-e-zehara ki
(Jaise ankhoon ki ziya) x2 jaise ser per ho rida
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Dust-e-dawar tha sheh kai lushker may
(Yeh tera jah-o-hushum) x2 kerbala aa kay khula
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Jub suna run mai tere hath katay
(Phir sakina ne kabhi) x2 al-utash bhi na kaha
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Shor-e-matum harum mai tha berpa
(Aiee to hogi tujhey) x2 ya hussaina ki sada
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Jhola asghar ka jul gaya ghazi
(Teri ghairut ki kasum) x2 ye teray baad hoa
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Wo sakina jo hai teri pyari
Khoon ankhon se us ke hai jari
(Zakhmi rukhsar hoye) x2 haye damun bhi jala
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Bun kai sheh ki safeer jati hai
(To nazur phear lai ubb) x2 ser hai zainub ka khula
(Aey alamdar-e-wafa, aey alamdar-e-wafa) x2
Rahe qirtas per uthae qadum
(Koi thoker jo lagay) x2 naam leta hai tera