Ay karbobala
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2

(Khurshed-e-falak ne naize per) x2
Ek chand chumakta dekh liya
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2
(Kya khab me apne bhayya ko) x2
Sughra ne tarapta daikh liya
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2
(Zanjeer pehun ker kanton per) x2
beemar ko chalta daikh liya
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2
(Dooba huwa khoon me akber ka) x2
laila ne sarapa daikh liya
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2
(Asghar ko pider ke hatoon per) x2
duniya ne tarapta daikh liya
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2
(Zehra ki kamaayi ko tu ne) x2
pardes me lut ta daikh liya
(Aie kerbobala aie kerbobala in ankhon ne kya kya daikh liya) x2
(Zehra teri pyari beti ka) x2
bazar mai purda dekh liya