Roke zainab
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x4
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Bhook aur pyas may ser sibt-e-mayumber ka kata
Aie imamat ke ameen deen kay surdar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Betay maray gaye akber ne sina kahee hai
Hai yehi waqt-e-madad malik-o-muktar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Gurdan-e-shah pe khunjur ye ghazub kaisa hai
Ushqiya khaymay jalaney ko hain tayyar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Beridaee ka bura waqt bhi aponcha hai
Her turf fauj-e-yazeedi ki hai yulghar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Haey kis waqt meray bhai ko maut ayee hai
Chaderain chintee hai aey bekus-o-lachar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Jhola khalee hai meray ghar ka ujala na raha
Muztarib ahl-e-harum hain meray dildar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Baap ke ghum mai turupna nahi dekha jata
Mer gaye nehr pe abbas-e-alumdar utho
(Ro kay zainub ne kaha abid-e-bemar utho) x2
Ankehn bhur ati hain dil jenay se ghubrata hai
Dufattun ati hai awaz ke hushyar utho