A Meray Ali Asghar
(Sham hogayi beta) x2 (Laut kay aaja) x3
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x3
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Chour ker meri godi (dusht may tu sota hai) x2
Bain ye karay maader sham hogayi beta
Aaja ghutniyou chul ker sham hogayi beta
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Sabr ko teray ghum may (aazma kay roti houn) x2
Yae buka hai hountoo per sham hogayi beta
Aaja ghutniyou chul ker sham hogayi beta
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Daitee mai kafan tujhko (hota gur watan beta) x2
Es khayal may ro ker sham hogayi beta
Aaja ghutniyou chul ker sham hogayi beta
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Din guzar gaya kaisay (kuch khaber nahi dilbar) x2
Kubb badul gaya munzer sham hogayi beta
Aaja ghutniyou chul ker sham hogayi beta
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Tu hansa tha maqtal mai (teer-e-hurmala kha ker) x2
Tu hansa magur moztur sham hogayi beta
Aaja ghutniyou chul ker sham hogayi beta
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Buss inhee khayaloo say (ro rahi hai maa teri) x2
Qulb per rakhay pather sham hogayi beta
Aaja ghutniyou chul ker sham hogayi beta
(Aa meray ali asghar sham hogayi beta) x2
Ro diya qalum mera (aur "ali" bhi hai moztur) x2
Kehtee reh gayee maader sham hogayi beta