Bay Kafan Hussain
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2

Dusht-e-kerbala mai tera gher ka gher ujer gaya
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
Teray aik dil pay kitnay imtehan guzer gaey
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
Teray dil may beta durd ho raha hai kaya karou
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
Khoun-e-dil tu aansoou kay sath sath beh gaya
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
Zindigee muheet ho gaee hai hadsaat per
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
Seh rahi houn mai bhee thushnagee jafa kay dusht mai
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
Day raha hay estayghasa koun ye sada sunay
Teri baykasi pay maa ye ker rahi hai bain aa tujhay galay lagaloo meray dil kay chaien
(Bay kafan hussain meray bay watan hussain) x2
"mazher abdi" ki baat buss yahee tamam hai