Rozay Pe Syeda Ke
(Mera salam dayna) x2
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna

Mujboor ki dua may kyou ker aser nahi bibi
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Meray laho may shamil matum hai aur noha
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Ho jaey buss ziyarut husrut hai ye meray dil kee
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Ek sham aisee aiey may sham may karoo matum
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Mai woo jaga bhi dekhou(n) turbut jahan hai asgher ki
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Mayut jahan pe turpi furzand-e-fatima kee bhee
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Noha kuna thay pyasay ek lafz al-atash keh ker
Aay Aun-o-Mohammad ki maadur sarwar ki behn bint-e-haider
Zakir hou aap ka aay bint-e-fatima noha hai kaam mera
(Aay sham janay waloo sunno) x2 rozay pe Syeda ke mera salam dayna
Zunjeer ye katay tu ho hazri wahan meri