Ya Zehra
(SA)
Ya
Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x2
Um-e-Abeha,
Jaan-e-Khadija(s.a.)
Ya
Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x2
1. (Teray dar pe ayey hain, Apni duaey laye
hain) x2
Umat ko hai tera sahara
Ya Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x10
2. (Maalik hai tu
janut ki , jis nay teri khidmut ki) x2
Aisee BiBi bunn gayei Fizza(s.a.)
Ya Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x10
3. (Teray farishtay nauker hain, teray
charchay ghar ghar hain) x2
Sub ko mila hai
sadqa tera
Ya Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x10
4. (Ismat teri chader hai, raziq tera shoher
hai) x2
Sub ko ker dai rizq atta
Ya Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x10
5. ( Khali jis ki jholi ho, bher dai uski
jholi ko) x2
Baab-e-Hawaij Ghazi(a.s.) tera
Ya Zehra(s.a.) Ya Zehra(s.a.) x10
6. (Kerb-o-bala kay jangal mai, qatal huaey
sub maqtal mai) x2
Pyasa raha tera kunba
Ya Zehra(s.a.)
Ya Zehra(s.a.) x10
7. (Teray samnay aie BiBi, betay pe talwar
chali) x2
Kehti thi ye kerb-o-bala
Ya Zehra(s.a.)
Ya Zehra(s.a.) x10
8. (Rona teri sunnat hai, matum teri hasrut
hai) x2
Tu nay bichaya farsh-e-aza
Ya Zehra(s.a.)
Ya Zehra(s.a.) x10
9. (Nauha ÒAliÓ jub pathta hai, ÒMir TakalumÓ
kehta hai) x2
Shabeer(a.s.) ka lo aaker pursaa
Ya Zehra(s.a.)
Ya Zehra(s.a.) x10