Kehti thi
zainab audio file
Kehti thi Zainab, Haye hussaina
(Haye hussaina) x4
(Kehti thi zainab, haye hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye hussaina
- Karbobala kuch na diya karbo aziyat ke siwaa, mere daman me bacha kya hai
musibat ke siwa (Karbala tujse mila kya hai kayamat ke siwaa) x2 (Kehti thi
zainab, haye hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina
- Subhe ashur azaane ali akbar ki kasam. Mere bhayi pe chale tir hazaaro payham (Chup rahi karbobala hote rahe ham pe sitam) x2 (Kehti thi zainab, haye
hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina
- Mera athara baras wala jiya laa akbar. Kha gayi uske bhi ay karbobala teri
nazar (Mene dekha he isi laal ka barchi me jigar) x2 (Kehti thi zainab, haye
hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina
- Bhayi athar the do bete the koyi na raha. Ab to tanhayi meri deti he mujko
pursa (Kya bhara gar tha mera kar diya mujko tanha) x2 (Kehti thi zainab, haye
hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina
- Mere abbas pe kya guzri batawu kese. Mashk ik bharne me do bazu kalam ho
ke gire (Uske marne se he mehrum behen chadar se) x2 (Kehti thi zainab, haye
hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina
- Bekhata katl huwa bhayi mera jangal me. Saynkhro zakhm kaleje pe lage ik
pal me (Aag pani ne laga di hai mere anchal me) x2 (Kehti thi zainab, haye
hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina
- Mere allaha muje shaam talak janaa hai. Koyi bhi apna nahi shehr bhi
beganaa hai (Teri kush nudi me rasi me mera shaana hai) x2 (Kehti thi zainab,
haye hussaina) x2
(Hogayi barbad ye behna, karbobala me) x2 Kehti thi zainab, haye
hussaina