Khallaq-e-karbala audio file
Khallaq-e-karbala
(Khallaq-e-karbala Maula Hussain (AS) hai) x2
- Banda khuda numa mawla Hussain hai Khallaq-e-karbala Maula Hussain (AS) hai
- Is ki Wide bhi Rak-e ghulabo ajib hai, sardariya hai jitni sab iski kaniz hai, farzande sayyada maula hussain hai
- Rehti hai jiske saye mei sari qayaadate, chalti hai jiske nakshe kadam par hidayate, ik aise rehnumaa maula hussain hai
- Jiski ibadato pe hai khud kibriya kuna, jiski namaaz parti hai, shaam-o-sahar namaaz, wo bandaaye khuda maula hussain hai
- Jisne bujhe charaag se roshan ki ye diyaay, batil ki jisne rakhi bhi pal bhi jalaa diye, jis shaan ka diya maula hussain hai
- Dasht-e-balaa me khuld ke, manzar pe naaz kar, apne nasib apne muqaddar pe naaz kar, hur mezban tera maula hussain hai
- Wo nazme do jahaa(n) me, mashiyat ki dekh bhaal, shah-e-baqaa-e-deen-e-muhammad ka ho sawaar, har dard ki dawaa maula hussain hai
- Darya pe jiski tashnalabi chal rahi hai raaj, tufaane nuh jiske safine ko dekh raah, ha tha wo na khuda maula hussain hai
- Karta hai pyaas zulm ko jiske ghale kataa, jisne shahid hoke kiya kufr ko halaq, bas aisa surmaa maula hussain hai
- Zunjalah se jab ye pucha, sitamghar ne baar baar, jisko hai tere dilke hukumat ka ikhtiyaar, mukhtar ne kaha maula hussain hai
- Wo dushman-e-aza zaraa, ane to de kazaa, jaate hi kabr me tuje chal jaayenga pataa, ham kya bataaye kya maula hussain hai
- Mitti me milchuki hai jo, mitti tamaam tar, baaki nahi yazid ka naamo nishaan maghar, maula hussain tha maula hussain hai
- Jisme maki hai husne payambar ki kulyaat, aati hai jisme abhi nazar rab ki kul sifaat, gohar wo ayinaa maula hussain hai
- Banda khuda numa mawla Hussain hai Khallaq-e-karbala Maula Hussain (AS) hai
Khallaq-e-karbala Maula Hussain (AS) hai