Ali Mola
Ali
Mola x12
Haya Alaaa Khairil Amaal
Naam-e- Ali mushkil ka haal x2 Haya Alaaa
Khairil Amal x2
Naam-e-Ali Mushkil ka haal
1.
Imaan Khul dast-e-khuda, kehte saare ambiya, jab bhi koyi mushkil paari
naam-e-Ali lena parha, mushkil gayi lamhom me thal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
2.
Teghe Ali jispar chaali, boli ajaal hai dozakhi, khandak ho ya sifeen ho
bhula nahi hai koyi bhi, jung-e-uhad, jung-e-jamal
(Haya
Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali Mushkil ka haal x2)
3.
Quraan Ali tafseer bhi, ayyat ki tanveer bhi, haaq ka iraada hai Ali,
butalibi tasveer bhi, isme nahi rado badal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
4.
Taaje sare binte nabi, sardaar arsh farsh bhi, hum naame-naame kibriya,
haaq ki zubaan, haaq ke waali, naam-e-Ali lekar sambhal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
5.
Jo muntare haider huwa raazi nahi
usse khuda, khushnudiye raab ke liye, naara Ali ka tuh laaga, hai faisla raab
ka athal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
6.
Jab yaad ayi karbala rone laage ehle
azaa, kehtithi jab binte ali, chini gayi meri rida, aayi saada-e-izo jal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
7.
Pyaaso pe sar kate gaye samaan luta
khayme jaale, baad-e-hussein ibn ali, khaato pe wo chalne laage, huro pe jo
chalte te kal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
8.
Fakde sahar rab ka makaan ghunji
saadae al amaan, sajde me zaakhmi the Ali, roone laagi munhadiyan, masjid gayi
nowhon me dhal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
9.
“Kazim” ye gham quraan
ka, islam ka imaan ka, mola Ali ke gham me hai, nawha jo yeh Rehan ka, karde
lage osaan shal
(Haya Alaaa Khairil Amal x2, Naam-e-Ali
Mushkil ka haal x2)
Haya Alaaa Khairil Amaal