Shame
Ghariban
Haye
Shame Ghariban x2
Shame Ghariban x4
Mehwe bukha hai behta darya x2 (shame ghariban roti
hai) x4
Sochuki moje jal chukha khayma, (shame ghariban roti
hai ) x2
Shame Ghariban x2 Mehwe bukha hai behta darya x2 (shame ghariban roti
hai) x4
1.
Khatm huwi darya pe
larayi (x2) maragaya Zainab ka
bhayi (x2)
Besar dekh ke ik ik lasha, (shame ghariban roti hai)
x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
2.
Asghar, Akbar,
Ghazi, Kassim maregaye saab aale Haashim x2
Baacha x2 rehgaya pyassa, (shame ghariban roti hai)
x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
3.
Khaymon me kohraam
bapa hai, chadar lutne ka lamha hai x2
Maktal x2 hai sanaatha, (shame ghariban roti hai) x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
4.
Aale nabi to roh nahi sakte rone par inke pehre hai x2
Aale nabi ke gham me tanha, (shame ghariban roti
hai) x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
5.
Be bazu mashkize wala, nehre kanare
jakar soya x2
Jab khaya bacchi ne tamacha, (shame ghariban roti hai) x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
6.
Peyron me zanjeer paari hai abid par
kya sakht ghaari hai x2
Baap ka saar
hai barsare neza, (shame ghariban
roti hai) x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
7.
Aawaze baas ahon ki hai, godiya khali maaon ki hai x2
Dekh ke aagh
me jalta jula, (shame ghariban
roti hai) x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4
8.
“ Kazim aur Rehan ye Nawha‘‘ pesh
karega manzar aisa x2
Aise
baade sayyeda wala, (shame ghariban
roti hai) x2
(Shame Ghariban x2
Mehwe bukha hai behta darya x2 (Shame Ghariban roti hai) x4