Labe faraat-e-alamdar audio file
Labe faraat-e-alamdar
(Hai alamdar, hai alamdar) x2
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x3
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Isi liye pare jibril thartharaya hai
Alam ka noor zamin se falak pe chaya hai
(Zamin pe phir abu talib) x2
Ka nakshpaa aaya
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Ali ka taaj shuja-at ka ye nagina hai
Sakina pyaasi hai dil misle aab sinaa hai
(ye mashk hai ya uthaye) x2
huwa duwa aaya
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Kadam taraaye me ye soch ke utaara nahi
Kabul paani ka gazi ko is se aara nahi
(bagayr tegh wo karta) x2
Huwa wegha ayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Abu turab ka beta hai tajdare zameer
Salaam-e karte he usko tamam arsho nashi
(Wafaa pukar rahi hai) x2
Mera khudaa aya
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Likhi huwi he pharere pe aas bacho ki
Hai fikr ghazi ko har dam udaas bacho ki
(Wo khaymaga ho ko mur mur ke) x2
Dekhta ayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Labo ko chuna sake iske sahilo ki hawaa
Lagaa ke sine se dilki tarha se mashkiza
(Nikal ke nehre se yu ibne) x2
Murtaza aayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Dilase bacho ko detithi or ye kehtithi
Milenga pani sabiko mitengi tashna labi
(Ye kushk kuz bharenge) x2
wo marhala aayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Alam chacha ka phuphi kyu nazar nahi ataa
Ye keke phenk diya apne hath se kuza
(Udhar se fazl bhi karta) x2
huwa bukaa ayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Me ghirgaya mere bazu mite he mashk chhidi
Hussain bole kamar meri juk gayi gazi
(Mere nasib me ye gham) x2
Bohot-e baraa ayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
Tasawara the me zainab ke tha ali ka sukhan
Ridaa chinengi bandhengi kalaiyo me rasan
(Ye soche kar dilhe zainab) x2
Me Khofsa ayaa
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2
(Wafaa ko naz-e he jis par) x2 Wo ba wafaa aya
(Labe faraat-e-alamdar-e-karbala aya) x2