Labayk ya Hussain audio file
Labayk ya Hussain
Labayk ya husain x8
- (Hazir hai jaan apni) x2 Ay shaahe mashrakain
Labayk ya husain x4
- Aanch aye na kabhi bhi, Is din-e mustufa pe. Har chiz hi fida hai, (zehra pe murtaza pe) x2
Labayk ya husain x4
- Barso se beh raha hai, is kowm ka lahu. Barpa magar hussain ka, (Matam hai khuba khub) x2
Labayk ya husain x4
- Baahe jhuri huwi hai, shiat ki karbala ke. Kowle khudaae paak se (Or kowle mustafa se) x2
Labayk ya husain x4
- Naame ali ko dood me, maa ne pilaa diya. Kurbaniy-e- hussain ka (Maksad basaa diya) x2
Labayk ya husain x4
- Jitnaa bhi ba asr bane, ye wakt ka yazid. Majlis bapaa karenge ham (Har doore me mazeed) x2
Labayk ya husain x4
- Wo haath hi jalade, Chinenga jo alam. Rokenga kon majlis (Rokenga kon matam) x2
Labayk ya husain x4
- Bure jawaan hamare, sab shaah ke hai nokar. Likh denge dastaane (Apne lahu ko dekar) x2
Labayk ya husain x4