Lahu lahu
Lahu lahu nazar aati hai karbala ki fizaa
Ragge batool huwe hai (x2)
Jagaa jagaa pe zibaa
Lahu lahu…….
Watan se door basera ay dasht hai logo (x2)
Garib jaan ke looto (x2)
Na mere sar se rida
Lahu lahu…….
Vire abbas ko karbal pe shehnshah ne kahaa (x2)
Dilo me naksh rahengi (x2)
Abbas teri wafaa
Lahu lahu…….
Ujr ke jaan ke mari hai bibiya beti (x2)
Sakina puch rahi hai (x2)
Kaha gaya baba
Lahu lahu…….
Masum bete ka sar dekh ke na marjaye (x2)
Wo dekho madare asgher (x2)
Jula rahi hai jula