Ashur ki seher
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Asghar (A.S.) bhi rotay rotay Khamoosh Hogaya hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Maqtal key Sarzamee par Zehra (S.A.) ka dil para hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Marnay mein abb tumharay kia waqt reh gaya hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Hur (A.S.) kurwatein Badal Kar Bedaar hogaya hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Mumta ko Maar daingi Maaoo ka faisla hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Aur Pyaas mein wafa ka durya churha hua hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Bay pardagi ka noha chup chaap Purh raha hai
(Ashur Ki Seher hai Suraj Nikal Raha Hai, Dekho Ufaq ka Chehra Khoon mein Naha gaya Hai) x2
Do Chaar Dhurkanein hai Aur Dard e Karbala hai