Bikhre huwe
(Veeran karbala hai, ye shaam-e-ghareeban hai) x2
Ye shaam-e-ghareeban hai
(Bikhray Huay Hain Laashay Veeraan Karbala hai) x2
Khaimoo key Aag mein dil Zehra (A.S.) ka Jal raha hai
(Bikhray Huay Hain Laashay Veeraan Karbala hai) x2
Shabbir (A.S.) kay Jigar kay Andar Utar Gaya hai
(Bikhray Huay Hain Laashay Veeraan Karbala hai) x2
Abbas (A.S.) key Behen Aur Bulway mein Bayrida hai
(Bikhray Huay Hain Laashay Veeraan Karbala hai) x2
Sookhi hui Zabaan say kia kuch na Keh dia hai
(Bikhray Huay Hain Laashay Veeraan Karbala hai) x2
Burcchi bhi kund hai aur Sookha hua gala hai
(Bikhray Huay Hain Laashay Veeraan Karbala hai) x2
Likh kar "Aneem" Mera Hur Hurf ro raha hai