Shimr ne kaat ke audio file

Shimr ne kaat ke

(Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x4

 1. (Saath iss sar kay hai Zehra (A.S.) ka jigar) x2 Naizay Par
 2. (Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2

 3. (Apni Aaghosh mein Bucchi ko chhupa lo Zainab (A.S.)) x2
 4. (Kahi Jaaie na Sakina (A.S.) key Nazar) x2 Naizay Par

  (Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2

 5. (Bayridai ka tamasha nahi dekha jaata) x2
 6. (Abb theher ta nahi Abbas (A.S.) ka sar) x2 Naizay Par

  (Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2

 7. (Zulmat e Shaam mein aaie hain Ujalay laikur) x2
 8. (Wo Chamaktay huay kuch Shams o Qamar) x2 Naizay Par

  (Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2

 9. (Wo Hussain (A.S.) Ibn e Ali (A.S.) Dosh e Mohammed (S.A.W.) ka Sawar) x2
 10. (Kofa o Shaam mein uss ka hai Safar) x2 Naizay Par

  (Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2

 11. (Khaliq e Dil yeh Bata kaisi Qayamat hogi) x2
 12. (Maa nay dekha Ali Asghar (A.S.) ko Agar) x2 Naizay Par

  (Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2

 13. (Aaj bhi Zulm kay Naizay hain zamanay mein buland) x2

(Aur "Musaddiq" Sar e Shabbir (A.S.) hai har) x2 Naizay Par

(Shimr nay Kaat kay rukha hai jo Sar Naizay Par) x2