Ali naam hai khuda ka audio file
Ali naam hai khuda ka
(Fishar-e-Qabre ko aisa nizhal kardoonga) x2
Me mushkilo ki tabiyat bahar kardoonga
Ali ke naam ne jurrat ke di hai zere lahad
Me khud farishto se koyi sawaal kardoonga
(Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane) x2
(Hai durust mera daawa) x2 Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane *2
Jo Ali ke hai mukahlif, hai nasab me uske khami
(Yeh hai faisla lahoo ka) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane
Jahan per ulfato me pari rahate milengi
(Woh safar hai kerbala ka) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na maane
Jo Ali hai wo wali hai, Jo Ali hai wo Ali hai,
(Bhala kya farkh parenga) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na maane
Wohi khoon surkhrooh hai, jo Ali ko manta hai,
(Hai nasab usika a’ala) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane
Use taajwar banado, jo gulam ka pisar hai,
(Rahega gulam zyaada) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane
To yeh hai usule asli, yehi asnuman safi hai,
(Hai fidak to Fatema ka) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane
Wohi fehziyaab honge fasaad mausamo se
(Hai ye rehmaton ka waada) *2
Koyi maane ya na maane
Ali naam hai khuda ka, koyi maane ya na mane