Mola Raza
(Shaamo sahar hai(n) mere labon par, bas yehi wazifa, Mola Raza) x2
Mola Raza, Ya mola Raza, Ya mola Raza, Ya mola Raza..
Bandh rakha hai meine tere, naam ka sikka mola Raza
Jiski aankho me basjaaye aapka rawza mola Raza
(Jab ke hai kaabe ka kaaba) x2 aapka rawza mola Raza
Aapke dar par baithe huwe darbaan ka rutba mola Raza
Kehdiya maine forun hi mashad ka hawala mola Raza.
(kya jane darbari mulla) x2 aapka rutba mola Raza
Mola Raza, Ya mola Raza, Ya mola Raza, Ya mola Raza..