Salaam-un-alayk audio file

Salaam-un-alayk

(Hujjate Kibriya Salamun Allayk, Naibe Mustafa Salamun Allayk) x3

 1. (Manzile teri jaanib hai, mehwe safar) x3
 2. Halk ke rehnuma salamun allayk

  Hujjate Kibriya Salamun Allayk. Naibe Mustafa Salamun Allayk

 3. (Tere hathon pe bai’at sakhawat ne ki) x3
 4. Shahe judosakha salamun allayk

  Hujjate Kibriya Salamun Allayk. Naibe Mustafa Salamun Allayk

 5. (Tera jaaho hasham, dabdaba dekhkar) x3
 6. Keh uthe ambiya salamun allayk

  Hujjate Kibriya Salamun Allayk. Naibe Mustafa Salamun Allayk

 7. (Aysi binaayi de jo tujhe dekhle) x3
 8. Abse tere khuda salamun allayk

  Hujjate Kibriya Salamun Allayk. Naibe Mustafa Salamun Allayk

 9. (Chaar jaanib se yeh aa rahi hai sadaa) x3

Aawo behre khuda salamun allayk

(Hujjate Kibriya Salamun Allayk. Naibe Mustafa Salamun Allayk) x2