Bint-e-Ali audio file
Bint-e-Ali
(Shaam jaanaa, haae shaam jaanaa) x4
(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa
(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa
- (Kunba nabi ka, bazaar aya) x2 haye khun rota bimaar aya
(Shehzaadiyo(n) ka, sar nangei anaa) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
- (Jis ko nabi ne, Naazo(n) se paalaa) x2 Jalti zameen par hei uska laasha
(ummat nei sheh kar, rutba na janaa) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
- (Pyasaa gala tha aur bund khanjar) x2 Tarpa zameen par Zehra ka dilbar
(Zainab ka haaye, wo khaak uranaa) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
- (Khayme jalei or, na sar pey chadar) x2 Kehti thi ro kar, haay bint-e-Haider
(Ale nabi ka, loota gharana) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
- (Karbobala se, aayi hai Zainab) x2 ummat ke tohfe, laayi hei Zainab
(Roze nabi pe, noha sunanaa) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
- ("Irfan" jisne, ghar ko lutayaa) x2 Sar dekhe jisne, dee(n) ko bachayaa
(Kis ter hami se, bhule zamanaa) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
- (Zainul aba ka, haay khun bahanaa) x2
Bazaar janaa, Bazaar janaa
[(Bint-e-Ali ka, bazaar janaa) x2 Bazaar janaa, Bazaar janaa] x2
(Shaam jaanaa, haae shaam jaanaa) x4