Abbas meer-e-Lashkaram audio file
Abbas meer-e-Lashkaram
(Abbas meer-e-Lashkaram) x3
Abbas, Abbas
(Shakle Ali sheyr-e-Khuda) x4
Shabbir sa jaaho hasham
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
Shabbir sa jaao hasham
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Kehte the dushman bhar mala) x2
(Sab dedo isko rastaa) x2
Warna karega sar kalam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Haathon mein nezaa tez dhaar) x2
(Dushman giraaye beshumaar) x2
Bhartaa gayaa yun dum-ba-dum
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Paani pilaana hai usse) x2
(Waadaa nibhaana hai usse) x2
Khaayi sakina ki kasam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Ek bhoondh na paani piyaa) x2
(Daryaa pe jab gaaraa alam) x2
Sab keh utthe arbo ajam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Haidar ki tarhaa dutt gayaa) x2
(Parcham ko jukne na diyaa) x2
Aur hogaye baazu kalam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x8
(Pyaasi sakina rehgayi) x2
(Na aas ammu ki rahi) x2
Jab aagaya khali alam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Shabbir ka ik bawafaa) x2
(Duniyaa se rukhsat hogayaa) x2
Ujraa hai zainab ke bharam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Aqa meri hai iltijaa) x2
(Laashaa na jaaye khaimon mein) x2
Kar dijiye itna karam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
(Aayaa alam jo khu(n) bharaa) x2
(Ghash mein Sakina ghir pari) x2
Ye hogaya kaisa alam
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4
("Mesum" ki puri ho duaa) x2
(Nawhagar tera mein rahun) x2
Jab tak rahe sine mein dam) x2
(Abbas meer-e-Lashkaram) x4