Ashoor ko karti thi audio file
Ashoor ko karti thi
(Dua sani-e-zehra) x3
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Or aag bhi kaimon main sar-e-sham lagay gi
Zainab ko ik ranj o musibat hai gawara
Ay palnay walay maray bhai ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Maara gaya farzand-e-jawan is ka sahara
Sab maray gay dhast main ye rah gaya tanha
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Girta raha utta raha khata raha thokar
Har hla-e-jafa es kay laho ka hua piyasa
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Iss dard say bhai ka jigar kaanp raha hai
Dehta nahi mazloom ko koi bhi dialasa
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Samja hay sahara tujhay har gham pay es nay
Quran ka waris hay Muhammad ka nawasa
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2
Marqad say nikal aain udahar fatima zehra
Zainab ka sir dasht obharta raha noha
Ay paalne wale, mere bhaayi ko bachalay
(Aashor ko karti thi dua sani-e-zehra) x2