Har taraf azadari
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2

(surkh mashk hai ab tak) x2 surkh tere parcham hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(shah-e-deen hoay tanha) x2 bay kassi ka aalam hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(teray gham main ay ghazi) x2 aankh aaj tak nam hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(moj alqama ki hai) x2 or tera maatam hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(Yaad karke shehzaadi) x2 Rowe kis qadar dam hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(Teri yaad me maula) x2 Har ghari muharram hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(aaj tak bulandi pe) x2 phir bhi tera parcham hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(Tere gham mei sarwar ki) x2 aaj bhi qamar kham hai
(Har taraf azadari aamad-e- Moharam hai) x2
(dard ka ye darman hai) x2 zakhm ka ya marham hai