Abbas aa
bhi jaao
Abbas
aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay, jabse gaye ho ranme aansoo
baharahi hay,
Abbas aa bhi jaao Zainab bulaarahi
hay, jabse gaye ho ranme aansoo baharahi hay, Abbas aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay
1. Aayi
hay shaam aisi jiska ghoomaa nahi
tha, ghar istara lootega aisa ghooma nahi
tha, fauje yazid dekho khaime
jalaa rahi hay,
Abbas aa bhi jaao Zainab bulaarahi
hay, jabse gaye ho ranme aansoo baharahi
hay, Abbas aa bhi jaao Zainab
bulaarahi hay
2. Koi
nahi jo aakar bimaar
ko sambhaale, barne lage andhere,
ghatne lage ujaale, bistar se natawaan ko khaahar
utha rahi hay
Abbas aa bhi jaao Zainab bulaarahi
hay, jabse gaye ho ranme aansoo baharahi
hay, Abbas aa bhi jaao Zainab
bulaarahi hay
3. Ek ros bekhudi mein,
sar jiska khool gaya tha,
suraj me baadalon me khudko chupaliya tha, baalonse wohi
zainab chehera chuparahi hay
Abbas
aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay, jabse gaye ho ranme aansoo
baharahi hay, Abbas aa bhi jaao
Zainab bulaarahi hay
4. Lilaha dekh lijiye phir aankar behen
ko, mushkil khusha ki beti
mohtaaj hay kafan ko, zindaan mein
qaid hokar humsheer jaa rahi
hay
Abbas
aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay, jabse gaye ho ranme aansoo
baharahi hay, Abbas aa bhi jaao
Zainab bulaarahi hay
5. Farte
alam se kubra behosh hogayi hay, bhaiya kahin bhatiji
maqtal mein khogayi hay, asghar ka khali jhoola baanu
jhoolaa rahi hay,
Abbas
aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay, jabse gaye ho ranme aansoo
baharahi hay, Abbas aa bhi jaao
Zainab bulaarahi hay
6. Laashe ko tere ghazi kafnaye kaise khaahar,
hay door yeh watan aur sar par nahi
hay chaadar, hay sharm-o-saar zainab, sar
ko jhooka rahi hay
Abbas
aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay, jabse gaye ho ranme aansoo
baharahi hay, Abbas aa bhi jaao
Zainab bulaarahi hay
7. Ibne
ali ka gulshan jab jab alam uthao,
palkhon pe murtaza ke ashke
azha sajaao, jannat mein bhi
alam ko zainab
sajaarahi hay
Abbas
aa bhi
jaao Zainab bulaarahi hay, jabse gaye ho ranme aansoo
baharahi hay, Abbas aa bhi jaao
Zainab bulaarahi hay