Zainab ka habib
ibne mazahir tumhe salaam audio file
Zainab ka habib
ibne mazahir tumhe salaam
Zainab ka habib ibne mazahir
tumhe salaam (x2),
khaime ke dar pe fizaa ne (x2) aakar
kiyaa kaalaam
Zainab
ka habib ibne mazahir tumhe
salaam (x2)
1.
Bhai ki musibat mein
madagaar as salaam, majaaye ke rafiko
wafadaar as salaam, Hum bekaso mazloom
ke ghamkhaar as salaam, (tanha khara hay nargaye) x2 aadaa mein abh
imam
Zainab
ka habib ibne mazahir tumhe
salaam (x2)
2.
Aaye ho aise waqt
mein kya haal suna-e, tapti
hui zameen hay kahaan tumko bithayen, hadh yeh hay ke
paani bhi nahin kaise pilaaye,
(mehemaan nawaazi ka) x2 nahin kuch
bhi intezaam
Zainab
ka habib ibne mazahir tumhe
salaam (x2)
3. Amma se bakayaa mein meri aaye
ho milkar, kya auno mohammed
ke mile the
tumhe padar, laaye ho aur
doosra ghewaaraa-e asghar, (the aap
kahan jabke) x2 mila bhai
ka paighaam
Zainab ka habib ibne mazahir
tumhe salaam (x2)
4.
Kis waaste khamosh ho, sar kyun
jhookaye ho, roze pe nana jaake kise chhor aaye
ho, kya saath
khaakh roza-e-aqdas ki laaye ho,
(ummul baneen ne bheja to)
x2 hoga koi payaam
Zainab ka habib ibne mazahir
tumhe salaam (x2)
5.
Gar aap
ko musleem ki khabar ho
to bataao, kuch haal madine
ka azeezo ka sunaao, sugra
ne meri khat
koi bheja ho to laao,
(batlayi ye madine ke) x2 kaise hay khaasawaam,
Zainab ka habib ibne
mazahir tumhe salaam (x2)
6.
Khaime ki samt fizaa
chali deke yeh payaam, bole
habib bibi se kehna mera salaam, kehna ke jaan
dene ko haazir
hay yeh ghulam, (maqtal mein jaayenge
na) x2 mere jeet-e-jee imam
Zainab ka habib ibne
mazahir tumhe salaam (x2)
7. Lehjaa hay Murtaza ka to, Gulshan
ki guzaarish, ashko ke wasile
se yeh karte hay sifarish, is kom
pe har dam rahe, zehra ki
nawaazish, (in chahne waalo pe) x2 na aaye
koi aalaam
Zainab ka habib ibne
mazahir tumhe salaam (x2)