Aale Payambar ka lahoo audio file
Aale Payambar ka lahoo
(Ya hussain, ya Hussain) x4
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo

Ek hi awaaz me bola bahattar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Beh gaya jub waris-e-tasneem-o-kausar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Silsila dar silsila shabbir-o-shabar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Ek biradar ko dikhaya hai biradar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Maao ne maqtal me rakh kar zindagi bhar ka lahoo
Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo
Karbala ki khak me shamil he sarwar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Aansuwo se dho ungi beta tere sar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Maa se poocho kis qadar nasook hay asghar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Chashme giryan se barasta he bhare ghar ka lahoo
(Karbala me beh gaya aale payambar ka lahoo) x2
Yeh na bhoole he na bhoolenge bahatar ka lahoo