Toke Gira Pahen Kar audio file
Toke Gira Pahen Kar
(Toke gira pahen kar taa shaam karbala se) x2
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Abbas palte lekin, Aabe rawaan se pyaase,
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Chhinti hay meri chaadar, Aajaao alqamaa se
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Neze pe sar na thehra, Abbas ka hayaa se
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Bimaar ko ifaaqa, Jab tak naho dawaa se
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Marjaoongi mein ab to, Furqat ki inteha se
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Mayyat ko dhaamp sakti, Zainab agar ridaa se,
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Dete the nauha gar ko, Khood nauha gar dilaase,
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Zainab bachaa ke layi, Islam karbala se,
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se,
Tujko agar duaae, lena ho fatema se
Toke gira pahen kar taa shaam karbala se,
Dekho guzar raha hay bimaar kis adaa se