Aaye na Kyon Baba
(Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba) x2
Koi nahi he oonko khabar thi (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Haye mujhe phir kaisi saza di, (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Ab na kabhi paani ko kahoongi, (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Chhin li chaadar meri phoopi ki, (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Aag mere daaman me lagaadi, (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Khatam huyi had hum pe jafa ki, (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Aap ke seene par he soti, (aaye na kyon baba) x2
Kehti hay yeh Shabbir ki beti, aaye na kyon baba, aaye na kyon baba
Ro ke phir usne yeh sadaa di, (aaye na kyon baba) x2