Tum Paalne Waali Ho audio file
Tum Paalne Waali Ho
Jab uthne lagaa Fatema Zehra ka janaaza
(Mayyat ke qareeb aake) x2 yeh sarwar ne pukara
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Har simpt nazar aayega aghyaar ka nargha
(Us waqt madagaar) x2 mera koi na hoga
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Taqleef nahi hay meri baba ko gawaara
(Laayega bhalaa kaun) x2 wahan taabe nazara
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Jaoonga main jab karbobala tum saath chalogi
(Vaada karo har waqt) x2 mere paas rahogi
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Barta huwa aayega meri simpt sitamgar
(Us haal mein sajda) x2 karoonga tahe khanjar
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Nabiyon ki zabaano pe bhi hoga mera noha
(Paabande jafaa kaun) x2 mujhe dekh sakega
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Kya hote hay miskeen ye socha Nahin maine
(Tanhaai me ik pal bhi) x2 guzara nahin maine
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
Zehra ne kaha "Murtaza" jis waqt tadap kar
(Is baat ko maa yaad) x2 rakhegi mere dilber
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Amma dam-e-aakhir mere) x2 maqtal se najaana
Tum palne waali ho mera saath nibhaana
(Ya Fatemah) x4