Jab yaad sakina ko audio file
Jab yaad sakina ko
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Sar zinde ki diwar-e se) x2 Takraati hai baba
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Kano se tapakta hai lahu. Shano pe dekho) x2 (Zalim ki aziyat) x2 Muje tarpati hai baba
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Darbar-e yazidi me bhala. Kaise me jawo) x2 (Ye chaakh-e gire baan) x2 Haya aati hai baba
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Jalte huwe khaymo ke nazare hai nazar me) x2 (Ye baat-e khayalose) x2 Kaha jaati hai baba
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Marjaungi pyasi na kabhi. Mangungi pani) x2 (Asghar ki muje pyaas) x2 Jo yaad aati hai baba
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Yaad aati hai jab shimr-e ke wo. Zulme tasar dukh) x2 (Ye nanisi dukhtar) x2 Teri gabhrati hai baba
(Jaab yaad sakina ko, teri aati hai baba) x2
- (Jab take tere sine se na lag. Jaaye sakina) x2 (Zindaa me use nind) x2 Kaha aati hai baba