Purta shaah baba audio file

Purta shaah baba

(Alvida baba alvida baba) x2

(Gham zada karwandai porta shah baba) x2

(Shamta rawan dai porta shah baba) x2

(Shamta rawan dai porta shah baba) x2

 1. (Rukta pareshanyama) x2 porta shaah baba
 2. Sakina nazanda porta shaah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 3. (Bain Sakina ka tha alvida baba) x2
 4. Haay shaheed-e-jafa alvida baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 5. Gyaarah Muharram huwi dasht-e-bala mei
 6. Aur izafa huwa zulm-o-jafa mei

  Koi bhi bibi nahi ab to rida mei

  Haay hussaina ka hai shor fiza mei

  Sakht pareshanyama porta shaah baba

  Sakina nazanda porta shaah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 7. Zakhmi badan bekafan pyaase musafir
 8. Tashna dahan be watan pyaase musafir

  Sayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafir

  Dasht mei pamaal tan pyaase musafir

  Sakht pareshanyama porta shaah baba

  Sakina nazanda porta shaah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 9. Kushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-laila
 10. Khaak basar khaak par wo gul-e-laila

  Aap ka noor-e-nazar wo gul-e-laila

  Khoordo sina dar jigar wo gul-e-laila

  Sakht pareshanyama porta shaah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 11. Kushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsin
 12. Kushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsin

  Tukre badan be khata qasim-e-kamsin

  Kushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsin

  Sakht pareshanyama porta shaah baba

  Sakina nazanda porta shaah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 13. Asghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaan
 14. Baba tere saath hai barsar-e-maidan

  Jaan-o-dil-e-maa(n) fida shaah-e-shaheedan

  Mei to chali dekhiye jaanib-e-zindaan

  Sakht pareshanyama porta shaah baba

  Sakina nazanda porta shaah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 15. Bali Sakina ki jaan alvida baba
 16. Shaam chala karwaan alvida baba

  Chain mujhe ab kahan alvida baba

  Karti rahungi fughaan alvida baba

  Sakht pareshanyama porta shaah baba

  Sakina nazanda porta shaah baba

  Gham zada karwandai porta shah baba

  Shamta rawan dai porta shah baba

 17. (Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra) x2

Jaati hai is dasht se bali Sakina

"Sarwar-o-Rehan" tha bachi ka nawha

Kushta-e-tegh-e-jafa alvida baba

Sakht pareshanyama porta shaah baba

Sakina nazanda porta shaah baba

Gham zada karwandai porta shah baba

Shamta rawan dai porta shah baba