Meri shahzaadi
(Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x4
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar
Meri Shahzaadi tera watan aa gaya, Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Meri Shahzaadi tera watan aa gaya, Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar
(Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Hochuki beridaa pir chuki darbadar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Apne bhai ko ab rona dil khol kar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Rote rote kataa tera saara safar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Ab na aabaad hoga kabhi tera ghar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Bolo sughra ko jaakar ye gham ki khabar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Rochuki hai kise aaj teri nazar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Maa ko apni dikhaana ye zakhm-e-jigar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Dhalchuki shaame gham, hochuki hai sahar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya
Bain Fizza ka thaa khatm hai ab safar (Meri Shahzaadi tera watan aa gaya) x2
Ho falak nawha khwaan ho zamin nawha ghar, Meri Shahzaadi tera watan aa gaya