Nawha tha ye zainab ka
(Nawha tha ye zainab ka. Qayd ho ke jaati hu) x2
- Lut gayi meri duniya
(Nawha tha ye zainab ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
- (Chalbasa mera bhayi, me hu or tanhayi) x2 Koi bhi nahi apna, qayd ho ke jaati hu
(Nawha tha ye zainab ka. Kayd-e ho ke jaati hu) x2
- (Jalti ret par asghar, nind agayi kyu kar) x2 Tap raha hai ban sara, qayd ho ke jaati hu
(Nawha tha ye zainab ka. Qayd ho ke jaati hu) x2
- (Jab se jalgaye khayme, sehme sehme he bache) x2 Zulm karte hai ada, kayd-e ho ke jaati hu
(Nawha tha ye zainab ka. Qayd ho ke jaati hu) x2
- (Sadke tumpe majayi, mere be kafan bhayi) x2 Kayse chen ayenga, qayd hoke jaati hu
(Nawha tha ye zainab ka. Qayd ho ke jaati hu) x2