Parda duniya ko sikhane wali audio file
Parda duniya ko sikhane wali
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x3
- (Ghar se Bahar bhi na aane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2
- (Jisne baba se chura-e-the kahi baar aseer) x2 (Qaidi azaad karane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2
- (Jalte Khaimon se utha layi abbas ke bad) x2 (Ali aabid ko bachane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2
- (Deen ki khaatir ye bibi saalar bani) x2 (banke abbas dikhane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2
- (Apne seenay pe sakina ko zindanon mein) x2 (baad bhayi ke sulaane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2
- (Nange sar parti rahi khutbe bazaaron mein) x2 (Kasre dushman ko hilane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2
- (Kufe aur shaam bhi sare gaye ye baali johar) x2 (Azmate deen ko barhane wali) x2 aayi bazaaron mein Zainab
(Parda duniya ko sikhane wali aayi bazaaron mein Zainab) x2