Pukara sheh ne kahi bar. (Zainab) x3
- Khuda hai tera madadgar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Na ab hai awn-o-muhammad, na kasimo asghar, Na abjaha me hai abbas or na hai akbar, Tumhi ho kafela salar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Musibato me tumhe dil pe sabr karna hai, Kadam kadam pe behen tumko sabr karna hai, Wo chahe kufe ka bazar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Hamare baad tume ashkiya sataayenge, Meri sakina ko bhi ashkiya rulayenge, Ridaaye chinenge kuffar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Aseer honga mera laal sayyed-e-sajjad, karenge ehle sitam is gharib par bedar, sipar tere hai bimar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Tumhare sath haram honge sab rasan bastaa, baraa tawilo katthan honga shaam ka rasta, Na koyi honga madadghar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Abhi kahaa hai masaaib ke intihaa Zainab, tumhe dikhana hai duniya ko hosla Zainab, abhi hai shaam ka bazaar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Salaam aap ki azamat pe saniye zehra, Kabul mehshar aasi ka kijiye nawha, Baraa hai aap ka darbar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Lute huwe mere kumbe ki paas baan tum ho, Asir-e-zulm re-or meer karwan tum ho, Tumhi ho hak ki alamdar
(Zainab) x3 Pukara sheh ne kahi bar (Zainab) x3
- Khuda hai tera madadgar