Ya hussain
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x4
Kat gaya khushk-e-gala ya hussain ya hussain
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Tashna dahaa(n) sab rehgaye bache) x2
Haye, Teri Sakina khaye tamacha
(Barsar-e-karbobala, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Taza qayaamat saath mei layi) x2
Haye, Reh gayi tanha fatema jayi
(Chin gayi sar se rida, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Janib-e-zindaan qaydi chale the) x2
Haye, Abid-e-muztar ghash mei pare the
(Chup rahi karbobala, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Aur kaha tak khaye tamache) x2
Haye, Teri Sakina ehl-e-jafaa hai
(Kushtaye zulm-o-jafaa, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Uska bhi sar hai barsare neza) x2
Haye, Phat gaya ghamse maa ka kaleja
(Sabr ka tu hai khuda, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Teri qamar bhi gham ne jukaadi) x2
Haye, seh ke aziyyat gharm hawa ki
(Sajda-e-shukr kiya, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Ghor andhera jiski saza thi) x2
Haye, Ab bhi lahed hai qayd mei uski
(Kuch na thi jiski khata, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2
(Kushbu-e-Rehan khun-e-shahida) x2
Haye, Lashaye besar dashtey bayaaban
(Girya karta hai Raza, ya hussain ya hussain) x2
(Ya hussain, ya hussain ya hussain ya hussain) x2