Sajjad na bhooley
(Haay sajjad haaye zainab) x4
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x4
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Is haal pe ashk bahaata hai firdos mei nana zainab ka
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Dil tukre tukre kar data ghazi ko bulaana zainab ka
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Pardes me aake tazaa hara har zakhm purana zainab ka
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Dekha na gaya jab ghazi se wo ashk bahana zainab ka
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Luta gaya aalam-e-ghurbat mei allah khazana zainab ka
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Sar nange shaam ki galiyo(n) mei wo thokar khaana zainab ka
(Sajjad na bhooley jite ji, bazaar mei jaana zainab ka) x2
Zehra ko sar-e-farsh-e-majlis nauha ye sunana zainab ka