Wawayla haaye wawayla audio file
Wawayla haaye wawayla
(Wawayla haaye wawayla) x4
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x4
Ronda gaya haaye sehra
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Shaadi ka jora pehenkar, Jora ajal se hai nata
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Marja gaye phool sare, jalti zamee(n) par hai laasha
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Kandha mila eik jisko, dekha na aisa janaaza
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Ik jism ke sohe(n) tukre, Mehmaan karbobala ka
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Karbobala to bataade, Ab kon denga dilaasa
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Shabbir sar ko jhukaaye, dete hai kubra ko pursa
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Marjaaye phoolo(n) ke gham mei, Rota raha haaye darya
(Maara gaya ran mei dulha, Dulhan ke lab pe hai nawha) x2
Tute ho jaise sitaare, Qura(n) huwa para para