Imdaad karo
kertay hai dua aiye saye main alam kay
tufaan barhay aate hain alaam kay gham kay
tum baab-e-hawaij ho arb-o-ajam kay
narghay mei azadaar hain phir ahlay sitam kay
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
bay ghar ju azadaar hain Maula unhe ghar do
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
tum kaat dua ker yeh gham-o-ranj ki zanjeer
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
Pehlay bhi bohat apkay ehsaan hain Ghazi
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
Bete unhain rahib ki tarah dijiya sarkar
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
Maaray gaye be jurm azadaar hamare
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
Shabbir ke sadqay main yeh mushkil karo aasaan
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hay) x2
yeh kehtay huwe farsh-e-aza ghar main bicha do
(Imdaad kero aawo kay mohlat bari kam hai) x2
(Abbas-e-Ali tum ko Sakina ki kasum hai) x3