Phir karbala mei
(Aajaawo ya imam) x7
(Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x4
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
Perchaayi zinada reh gai insaan mer gaya
har shaks aaj apnay hi saye say dar gay
ab be asar hay tootay diloo ki dua imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
ju chahtay hain wohi kahe ja rahe hain ham
jana kidher tha aur kidher ja rahay hain ham
awaz tum ko deta hay farsh-e-aza imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
dhaaya gaya hay zulm se ay akhri ali
Zehra ki qabr pehle hi mismaar ho chuki
hai nazr-e-bad mei roza-e-mushkil kusha imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
samaan amn-o-chain ke hote hain qatl roz
ansu hamari nain kay hote hai qatl roz
sunta nahi hay koi hamari sada Imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
Ehl-e-aba kaba ko hai fatwa gari se kaam
jo subhe ko halal hai woh shaam ko haraam
Manzil to kya hay milta nahi rasta Imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
Rah-e-abutarab pe chalne lagay hain ham
ab to kafan badoosh niklne lagay hain ham
kar dijiye maaf hamari khata imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
Qurban ki Hussain ne jab waqt-e-imtihaan
Ehsaan ay namaaz tu ibn-e-Ali ka maan
Tujhko bacha gaya hay pay-e-Murtaza Imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2
Maula ye ham say ajr-e-Risalat wasool ho
ham say Hussain razi hoon razi Batool ho
Apna hay kaun aaj tumharay siwa Imam
Waqt-e-zahoor ho gaya ajaawo ya imam
Aajawo ya imam (Phir karbala mei aur hai ik karbala imam) x2