Tu bata karbala
(karbala karbala tu bata karbala) x3
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
woh azaa(n) sun kay kehti thi kiya aik maa
umm-e-laila kay seenay main kyu(n) dard tha
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
ik dhulan kis liye royi ankoon say khoon
lasha dulha ka pamaal kyu(n) ho gaya
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
dono bachoon kay sar kyu(n) utaray gaye
un ka kya jurm tha unki kiya thi khata
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
alqama kay kinaray jo piyasa raha
teer kiyon uski gardan pay mara gaya
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
jis nay taaqat kay hote huwe jang na ki
kis liye uskay bazoo huwe the juda
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
zulm sehta raha bad dua bhi na di
uska sar kaat ker kiyon sinah pe rukha
(karbala karbala tu bata karbala) x2
(Hussain ya Hussain, Hussain ya Hussain) x2
ker kay matam lahu apna barsaunga
aur zanjeer say ayengi yeh sada
karbala karbala tu bata karbala, karbala