Mere Aun-o-Muhammad audio file
Mere Aun-o-Muhammad
(Mere Aun-o-Muhammad) x6
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x3
(Maa ney kha ruk jao zara aun,o Mohammad) x2
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Paysey ho magar payas ko (kathir main na lao) x2
Bus yaad rahey mera kha Aun,o Mohammad
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Mazloom birader pay (tumey waar chuki hoon) x2
Haq karna ghulami ka ada Aun,o Mohammad
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Qad chotey hain kirdar main (tum bala hasham hoo)x2
Maindan khey salay allha Aun,o Mohammad
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Kunkey abhi mehroom hai (pani say sakina) x2
Ye baat rehay yaad sada Aun,o Mohammad
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
(Maa ney kha ruk jao zara aun,o Mohammad) x2
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Jaan mamoon pay iss thara say (maindan main waro) x2
Dain tum ko dua sherry khuda Aun,o Mohammad
(Maa ney kha ruk jao zara aun,o Mohammad) x2
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Khush ho gaa bohat tum say (khudawandey wafa bhi) x2
Sar shimmer ka gar kaat diya Aun,o Mohammad
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Zinda joo palat aye too (ho jaoongi muztar) x2
Ho jawoongi main tum say khaffa Aun,o Mohammad
(Jis waqat chaley behrey wigha Aun,o Mohammad) x2
Istarha larey fogey (uddo ho gai hainran) x2
Maan ney kha khush tum ney kiya Aun,o Mohammad